रविवार, 27 नवंबर 2022

Tujh Par Kitna Abhimaan Tha Mujhe

Yakeen To Nahi Par Tujhpe Guman Tha Mujhe

Tere Kiye Huye Wadon Ka Dhyan Tha Mujhe

Yun Chhod Raha Raha Hai Tu Koi Majboori Hogi

Kal Tak Tujh Par Kitna Abhimaan Tha Mujhe


Alfaz Dil Ke.

.

.

#shayri #Shayris #shayriquotes #shayri4all #shayrilove

#shayrilover #shayrii #shayries #shayriforlove #shayriforgirlfriend

#shayriforshayri #shayriinhindi #shayriforjaan #shayrilovers14 #shayri143

#Shayrisforlove #Gazal #gazalifestyle #gazals #GazalaKhwaja #gazali #gazalalshaqab…

https://sundramkishayri.blogspot.com/

शनिवार, 22 अक्टूबर 2022

आज की बात

आज ना  नीद  आये       

ना  कुछ  ख्वाब  आये 

रात   भर  मुझे  बस 

 तुम  ही तुम  याद  आये 

    सुन्दरम शुक्ला 






Aaj Ki Bat

Aaj Na Nid Aaye
Na Kuchh Khwab Aaye
Rat Bhar Mujhe Bas
Tum Hi Tum Yad aaye

   Sundram Shukla


रविवार, 6 फ़रवरी 2022

Use mere naam se pukara gaya💓

kalam aur kagaj pe din sara gaya
kisi ki yad me aaj fir din gujara gaya
wo koi chhand to nahi par ek sitara gaya
tha koi saksh jispe kabhi dil hamara gaya
jiski har ek baat pe kabhi mai gawanra gaya
uski ek najar ki najar me main mara gaya
kisi chalbaz ki chal se main mara gaya
mayus huaa jab mahfil me use mere naam se pukara gaya


            ✍✍  Sundram Shukla   ✍ ✍


Shayri For Samundar | Love Shayri | Hindi Shayri- Sundram Shukla

हादसे कुछ दिल पे ऐसे हो गए  हम समुन्दर से भी गहरे हो गए  #shayri #Shayris #shayriquotes #shayri4all #shayrilove #shayrilover #shayrii #shayr...