रविवार, 6 फ़रवरी 2022

Use mere naam se pukara gaya💓

kalam aur kagaj pe din sara gaya
kisi ki yad me aaj fir din gujara gaya
wo koi chhand to nahi par ek sitara gaya
tha koi saksh jispe kabhi dil hamara gaya
jiski har ek baat pe kabhi mai gawanra gaya
uski ek najar ki najar me main mara gaya
kisi chalbaz ki chal se main mara gaya
mayus huaa jab mahfil me use mere naam se pukara gaya


            ✍✍  Sundram Shukla   ✍ ✍


Shayri For Samundar | Love Shayri | Hindi Shayri- Sundram Shukla

हादसे कुछ दिल पे ऐसे हो गए  हम समुन्दर से भी गहरे हो गए  #shayri #Shayris #shayriquotes #shayri4all #shayrilove #shayrilover #shayrii #shayr...